Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShreeman Funtoosh (1965)
HomeShreeman Funtoosh (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mera saanwala salona mehboob ho mera saanwala salona mehboob aaye jab jab wo mere aage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera saanwala salona mehboob mera mehboob mera mehboob oye hoye hoye mera saanwala salona mehboob saare jag se niraala mora saajan saare jag se niraala mora saajan jaise baarah mahinon mein saawan jab mile dard ho dil ka doonaa jab na ho jag lage soona soonaa pag pag dolun kuchh na bolun use jab paun main waari waari jaaun kaise natkhat se naina laage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera sanwala salona mehboob mehboob mera saanwla salona mehboob jab main roothun to mujhko manaaye jab main roothun to mujhko manaaye main jo man jaaun khud rooth jaaye uske andaaz hain kitne pyaare koi puchhe ye dil se humaare in batiyon ne un akhiyon ne jaadu hai daala deewaana kar daala jaane kya hoga aage aage jaage re meethi meethi kasak dil mein jaage oye hoye hoye mera sanwala salona mehboob mehboob mera saanwla
sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana shamma usi mehfil mein jalegi jismein hoga parwaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana teri ho jaaun main daudi chali aaun mera naam leke pukaaro to zara main tera ho jaaun main jaanu dil lutaaun tabhi apni zulfen sanwaaro to zara jab ye zulfen lehraayen kaale baadal chha jaayen tauba ban jaaye afsaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega kya chup rahenge bhala ye kab kahenge ki honthon pe apni ruki hai koi baat duniyaa ne haay to pehre hain lagaaye abhi to hai mushkil humaari mulaaqaat dushman mere so jaayen jab andhere ho jaayen mere khvaabon mein aa jaanaa sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya
tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu saanjh sawere meri jaan jalaaye saanjh sawere meri jaan jalaaye jo na bujhe tu aisi aag lagaaye jo na bujhe tu aisi aag lagaaye aise balam se bachaaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu kaahe ko tu aisi karta hai batiyaan kaahe ko tu aisi karta hai batiyaan laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan ankhiyon se ankhiyaan milaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu kaisa gazab kiya tune o saiyaan kaisa gazab kiya tune o saiyaan beech bajariya ke thaam li baiyaan beech bajariya ke thaam li baiyaan nikli mere mukh se haaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma
oye oye oyeeeee wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhn main rukun ya chala jaaun main rukun ya chala jaaun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun jhumka apna jhumka kaash mujhko wo bana le jhumka apna jhumka kaash mujhko wo bana le marzi uski marzi jaise chaahe aazmaa le saath agar uske main din raat rahunga bhool ke bhi phir to na ye baat kahunga wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun chori dil ki chori raste chalte mujhko loota chori dil ki chori raste chalte mujhko loota samjho kuchh bhi samjho par na samjho itna jhutha chain nahin ab to bura haal hai mera apni kasam ek hi savaal hai mera wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun wo jharokhe se jo jhaanke to itna puchhun main rukun ya chala jaaun bas kar aashiq main
ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa ye dard bhara afsaana sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa koi bhi waada yaad na aayaa koi kasam bhi yaad na aayee meri duhaai sun le khudaai mere sanam ne ki bewafaai dil toot gaya deewaana sun le anajaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa phooloon se maine daaman bachaayaa raaho mein apni kaante bichhaaye main hoon deewaana deewaangi ne ek bewafaa se nehaa lagaaye jo pyaar ko na pahchaanaa sun le anjaan zamaana zamaana main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa main hoon ek paagal premi mera dard na koi jaanaa yaaden puraani aane lagin kyaa aankhen jhukaa li kyaa dil mein aaya dekho nazaaraa dilbar humara kaise humaari mehfil mein aayaa hai saath koi begaanaa sun le anjaan zamaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mera Saanwala Salona Shreeman Funtoosh (1965) 04:35 39758
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:35   Song Number : 39758   

Sultaana Sultaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:04 38634
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:04   Song Number : 38634   

Tujh Se Woh Neha Lagaaye Shreeman Funtoosh (1965) 04:59 39759
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Kishore Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 39759   

Woh Jharokhe Se Shreeman Funtoosh (1965) 05:34 40494
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:34   Song Number : 40494   

Ye Dard Bhara Afsaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:10 11916
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Anoop Kumar, Kumkum
Duration : 05:10   Song Number : 11916